17/09/2026
Stop ignoring hard buildup behind your teeth! 🦷⚠️
Agar aapke neechay walay daanton par peeli ya pathar jaisi teh jam chuki hai, toh yeh sirf daagh nahi balkay Calculus (Tartar) hai.
Jab yeh barhta hai:
Gums neechay chalay jatay hain (Gum Recession)
Khoon aur badboo aane lagti hai (Bleeding & Bad Breath)
Haddi kamzor ho kar daant hilna shuru ho jatay hain
Time par professional scaling karwayen taake daant bachaye ja sakein!
💬 Kiya aapne kabhi dental scaling karwayi hai? Share your questions below!
📲 Share this with someone who needs a dental checkup reminder.