08/07/2026
Cleaning se daant hilte nahi, daant bachte hain!" 🦷❌
Let’s talk facts. regular scaling (teeth cleaning) karwana koi luxury nahi, health necessity hai.
Wo jo kachra (tartar/calculus) daanton ke beech jamm jaata hai, wo aapke gums aur bone ko weak karta hai. Jab wo saaf hota hai, toh weak gums ki wajah se daant thode loose lag sakte hain—par wo cleaning ki wajah se nahi, delay karne ki wajah se hota hai!
Main khud har 6 months mein apni cleaning karti hoon. Agar main kar sakti hoon, toh aap kyun nahi? 😉
Stop believing the myths. Book your teeth cleaning appointment today!
Dial-7016193194